Tuesday, December 27, 2005

couplets-for-leaflets


I tried to forget you, but in vain
Don’t be callous, feel my pain;
I am a barren land, u r the Rain,
Please be my friend again!


har kaante tere Raah ke Chun lenge hum....
har sitam tere hash ke sah lenge hum......
Agar kabhi jeee bhar ke tujhe rone ka dil kare............
apne aashun poch, tere badle bhi ro lenge Hum...........


Koi baat nahi jo dil tune mera tod diya....
gam nahi jo mujhe akele tadapta chod diya......
main jaanta hun yeh hasino ki fidrat hain,....
lalchaya, paas aaye aur phir Muh mod liya...........


When I saw you I knew,
u r among the chosen few,
who can fill my heart with joy
with ur fragrance and smiles of dew.


har aah me meri, teri chahat basi hain..
har dua me, teri hi hasrat chupi hain....
ek tu hain jise meri koi parwah nahi ..I
dhar ek jahalak pane ko saanse ruki hain..


BUJDILO ki MAut hume manzoor nahi
Sar apna jhuka le, itne bhi majboor nahi..
Ha raah me mushkile to anek hain,
Lekin dil kahta hain, manzil ab door nahi.........


Ha, is baar sikast humne khayi hain, lekin.........
Apni bhi jeet ki dhwani, sunoge tum, kabhi......


jeevan me itna tanha hun ke aks bhi mere saath nahi,.....
in chanchal nigaho me ab sirf aksho ki barsaat rahi,..
tune saath jab mera chodh diya, ae dost,..
kho gaye, mere saare khwaishe-jajbaat kahi...


tum jab jaam haath me loge to usme meri chavi paoge...
behosh hona chahoge lekin har waqt khud ko hosh me paoge..
meri chand lamhe ki mulakat ne tum per jo asar chodha hain..
yekin hain mujhe, tum use har waqt jigar ke paas paoge........


Tumhari bolti aakho ne jaane kya rahasya bata diya ,
Ke ab jindagi se hume bhi pyaar ho gaya hain,
Kisi ke ishq me ye bhi paagal ho skta hain..
Is nadan dil ke oye aetbaar ho gaya hain..


aap door rah ke bhi humare paas hain..
har waqt aapki ruh ka hume aabhas hain..
aap to meri chahat ko samajh na paaye..
kaise kahe aap humare kitne khaash hain...


hume besabri se tumhara intazaar hain..
tum aayoge jaroor ye aitbaar hain..
lekin ye kambakht dil samajhta hi nahgi..
iske har dharkan me bas teri pukar hain...


aisa bhi waqt aata hai jindagi me..
jab koi paraya apno se jyada apna lagta hai..
sachai se jee katrata hai,..
aur sachcha har sapna lagta hai



Epilogue: Above couplets are result of some sporadic moments of joy which I have experienced in the past. They were written in frivolity and should be read in levity.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home